फेफड़ों में संक्रमण फेफड़ों के रोग लक्षण और कारण Iss Blog me hum batayenge. फेफड़ों में संक्रमण ko roka ja sakta hai. Aur aap Apne फेफड़ों ko Healthy rakh sakte hai. Iss Blog me Hum aapko batayenge kuch important फेफड़ों में संक्रमण फेफड़ों के रोग, लक्षण और कारण .
फेफड़ों में संक्रमण फेफड़ों के रोग लक्षण और कारण
खांसी (cough) ka घरेलू इलाज
- 6 se 7 काली मिर्च ko pees ke शहद me ghol ke chatne se Khasi me aaraam hota hai.
- Aisa Raat me kare. Ise khane ke baad paani na piye.
- 200 Gram प्याज, 2 gram अदरक, 4 se 5 nag पीपला जड़, 10 gram काली मिर्च aur 250 gram मिश्री.
- In sabke chote chote tukde karke ek saath mila de. Iske baad isme घी mila ke आग pe ghoob garam kare.
- Jub Ye achchi tarah pak jaaye. Toa Din me 3 se 4 baar. 2- 2 chammach tak le. Lekin har baar garam karke hi khaye.
- Kisi bhi prakaar ki खांसी me 2 – 3 roz me aaraam mil jayega.
- सेंधा नमक ki ek daali आग me tapaaye. Fir chimte se pakad ke aadha pyala पानी me dubokar nikaal le. Aur पानी pee le.
- अदरक ka ras 10 Gram, शहद (Honey) 10 Gram, गरम karke din me 2 se 3 baar piye.
- Ye Dama aur khasi ke liye bahut badhiya dawa hai. Khatai, Dahi, Lassi se perhez kare.
हिचकी (Hiccups) रोकने के लिए घरेलू उपाय
- सोंठ ko पानी me घिसकर सूंघने se हिचकी band ho jaati hai. (सूखी अदरक को सोंठ कहते हैं.)
- अदरक lekar uske chote chote tukre kar le aur चूसे. Isse हिचकी band ho jayegi.
- जलते कोयले पे कपूर की टिकिया डालकर सूंघने से हिचकी band ho jaati hai.
Ye Padhe: पेट की बीमारियां के लक्षण कारण इलाज दवा और उपचार
सर्दी-जुकाम से राहत पाने के घरेलू उपचार
- Raat me khana khane ke baad. Sone se ek ghanta pehle 1 se 2 glass taaza paani piye.
- Fir sone se 10 minute pehle 100 gram गुड़ khaye. गुड़ khane ke baad paani na piye. Subah tak सर्दी-जुकाम theek ho jayega.
- Roz Subah 7 se 8 तुलसी के पत्ते aur 2 काली मिर्च khane se kabhi सर्दी-जुकाम nahi ho sakta.
- Shaam me halka bhojan kare, 2 ghante ke baad raat ko गेहू के आटे में थोड़ा गुड़ मिला कर पीस ले .
- Fir isme देसी घी मिलकर आटा को गूंध ले . Fir iski moti roti banaye. Aur tawe pe palat palat kar sek le.
- Aisa karne se ye bilkul बिस्कुट के तरह कुरकुरा हो जायेगा . Ise garam aur taaja hi khaye.
- Aur iske upar se paani na piye. Jinhe kafi waqt se सर्दी-जुकाम bana rehta ho unke liye ye upaye bahut achcha hai.
ट्यूबरक्लोसिस (TB) से राहत पाने का इलाज
- लहसुन को साफ़ करके पीस और छान के paani me milakar rakh le.
- रोगी ko 2 se 3 चम्मच ki matra me din me 3 baar pilane se iss bimari me fayeda milta hai.
- ट्यूबरक्लोसिस (TB) ke रोगी ko Fफूल गोभी का soup pilane se uska rog duur hone me madad milti hai.
- मुनक्का, पीपल, देसी शक्कर ko equal portions me पीसकर एक चम्मच subah shaam khane se rog bahut juldi duur ho jaata hai.
Ye Bhi Padhe: Health के लिए फायदेमंद और हानिकारक Food Combination
दमा का उपचार और रोकथाम के तरीके
- Ek achcha केला लेकर uska छिलका उतारे bina usme ek गड्ढा banaye.
- Fir usme zara sa सेंधा नमक aur काली मिर्च का चूर्ण भरकर रातभर चांदिनी रात में रहने दे .
- सुबह उसे आग में भूनकर खाये . Isko isi tarah 2 se 3 baar khane se दमा me araam milega.
- इसबगोल साबुत leke aaye. Iska सत् या भूसी nahi lena hai. Iska कचरा मिटटी हटा के saaf kar le. Subah shaam 10 – 10 gram इसबगोल paani ke saath nigal jaaye.
- Ek mahine ke andar दमा khatam ho jayega. Parhez me चावल तले हुए खाने गुड़ तेल या खटाई न ले .
- Aur iska parhez 6 mahine tak kare.
कफ बलगम (mucus) का उपचार और रोकथाम
- Kabhi Kabhi Koi Garam cheez ya koi garam taseer ki dawai lene se कफ सूख कर छाती में jam jaata hai.
- Sukha hua कफ badi कठिनाई se nikalta hai. Is waqt खांसने में बहुत परेशानी होती है|
- अदरक को छीलकर उसके मटर के बराबर छोटे छोटे टुकड़े कर ले। फिर उसे मुँह में रखकर चूसे | Aisa karne se Balgam badi asaani se nikal jaata hai.
- मुलहट्ठी और सूखा आवला alag alag बारीक करके पीसे और छान ले और मिलकर रख ले | Isme se 1 चम्मच चूर्ण khali pet subah khaane se bahut फायदा मिलता है |
Ye Padhe: Humesha Healthy Rehne ke liye Gharelu Health Tips
Umeed karta hu aapne ye Blog फेफड़ों में संक्रमण फेफड़ों के रोग लक्षण और कारण padha. Aur bahut kuch seekha. In tamaam upaayo ko try karne se aap Rogo se lar sakte hai. Aur Humesha Healthy reh sakte hai.