हृदय रोग दिल की बीमारी का इलाज दवा और घरेलु उपचार

Iss Blog me hum aapko batayenge हृदय रोग दिल की बीमारी का इलाज दवा और घरेलु उपचार. दिल की बीमारी bahut gambheer hoti hai. Agar iska sahi se khayal nahi rakha toa jaan ka bhi khatra bana rehta hai. Iss Blog me hum aapko batayenge ke kya Gharelu nushkhe aap kar sakte hai apne dil ko mazboot banane ke liye.

हृदय रोग दिल की बीमारी का इलाज दवा और घरेलु उपचार

दिल की बीमारी

  1. सेब का मुरब्बा 50 gram ki मात्रा me le. चांदी का वर्क लगाकर subah ke time me Khane se दिल ki kamzori aur bahut si bimariya khatam ho jayenge.
  2. Aisa kam se kam 15 din tak kare toa jada fayeda milega.
  3. Agar aap 4 रोटी khate ho khane me. Toa 2 रोटी khane ke baad aadha glass paani me thoda sa आवला का रास डाल कर पिए.
  4. Uske baad fir bachi hui 2 रोटी khaye. Aisa 21 din lagatar karne se दिल मज़बूत hota hai.
  5. कच्चे आलू का रस Dil ke Jalan ko fauran duur kar deta hai. मिश्री के साथ पाकी हुई इमली ka ras peene se bhi दिल ki jalan khatam ho jaati hai.
  6. Jinke दिल ki धरकन jada badhi hui hai. Wo Ek कच्चा प्याज daily khana khane ke saath khaye. Isse दिल ki धरकन theek ho jayegi aur दिल  मज़बूत hoga.
  7. पिसा हुआ आवला दूध ke saath peene se दिल ki saari bimariya khatam ho jaati hai.
  8. सूखा आवला और मिश्री को एक साथ पीस ले . Iska 1 चम्मच का खुराक din me ek baar le. Saari दिल ki bimariya khatam ho jayengi.
  9. 15 gram शहद में 2 केले को मिलाकर Khane se दिल ki bimari duur ho jaati hai.
  10. लीची bahut फायदेमंद hota hai. Isse दिल ko fauran shakti milti hai.

ब्लड प्रेसर (उच्च रक्त्चाप) को जड़ से खत्म करने का घरेलु उपचार

  1. खस खस सफ़ेद और तरबूज़ के बीज की गिरी alag alag peeskar. Barabar matra me milakar rakh le.
  2. Subah aur shaam 1 – 1 चम्मच khali pet khaaye. Isse Badha hua रक्त्चाप kam ho jaata hai. Aur isse neend bhi bahut achchi aati hai.
  3. Ek चम्मच मैथी दाना के चूर्ण को subah shaam 1 चम्मच khane se bhi रक्त्चाप kam ho jaata hai.
  4. मुनक्का में लहसुन की कली rakh kar khane se bhi रक्त्चाप samaanye ho jaata hai.
  5. Subah Khali pet डाल का पका हुआ पपीता 30 dino tak khaye. Isko khane ke baad 2 ghante tak kuch bhi na khaye aur na piye. Aisa karne se उच्च रक्त्चाप theek ho jaata hai.
  6. गेहू और चना बराबर मात्रा में lekar पिसवाएं. चोकर भूसी सहित आटे की रोटी banakar khaaye. 1 week me hi aapki bimari duur ho jayegi.
  7. Raat ko kisi ताम्बे की गिलास या लोटे में pani bharkar rakhe aur subah uthkar pee le. Isse उच्च रक्त्चाप Samanye ho jaata hai.
  8. 4 तुलसी की पत्तिया , 2 नीम की पत्तिया , 2 चम्मच paani ke saath peeskar. Khali pet lene se उच्च रक्त्चाप me labh hota hai.

Ye Padhe: पेट की बीमारियां के लक्षण कारण इलाज दवा और उपचार

निम्न रक्तचाप (Low Blood pressure) के घरेलू नुस्ख़े

  1. सूखा आवला 6 gram, सूखा धनिया 6 gram पीसकर Raat ke bartan me 250 gram paani me bhigo de.
  2. Subah मसलकर और छान कर kar 2 चम्मच पीसी हुई मिश्री मिलाकर peene se चक्कर aana band ho jaata hai.
  3. Agar पेट की कमी की वजह से चक्कर aate ho toa आधा गिलास गरम पानी में नीबू निचोड़कर पीने से labh hota hai.
  4. 25 gram मुनक्का को देसी घी में सेक कर aur सेंधा नमक डालकर khane se चक्कर aane band ho jaate hai.
  5. Agar aapko garmiyo me चक्कर aate hai toa ya जी घबराता हो toa आवला का शरबत पीने से fayeda hoga.

Hum umeed karte hai ke aapne iss blog se dil ki bimari ke baare me bahut kuch sikha. हृदय रोग दिल की बीमारी का इलाज दवा और घरेलु उपचार ab aap jante hai.

By Sahi Tarika

Sahi Tarika Ek Koshish hai Sabko HarCheez Ka Aasaan Aur Sahi Tarika Batane Ki. Ye Ek Educational Blog Hai, jisme koshish ki gayi hai bahut si baate batane ki jo hume roz ki zindagi me zarurat padti hai. Aapko humse kuch bhi poochna ho, ya koi nayi jaankari chahiye ho toa hume email kare [email protected]. Humari Koshish rahegi ke hum hamesha aapko Sahi Jaankari dete rahe.

Leave a Reply