Pet dardPet dard

Kaha Jata hai ke Saari bimariyo ak Jad Pet hota hai. Agar aapka Pet sahi hai Healthy hai. Toa aap humesha Healthy reh sakte hai. Lekin agar aapk kisi bhi prakaar ki pet ki bimariyo se pareshaan hai. Toa Healthy reh paana bahut Mushkil hai. Iss Blog me Hum aapko batayenge पेट की बीमारियां के लक्षण कारण इलाज दवा और उपचार

पेट की बीमारियां के लक्षण कारण इलाज दवा और उपचार

कब्ज (Constipation) ka Sahi Ilaaj

  1. Subah uthne ke baar brush karke Ek Glass Dhanda (Cold) paani pee lena chahiye.
  2. Iske baad gungune garam paani me ek neembu (Lemon) ka ras daale aur use bhi pee le.
  3. Uske baat Aap Toilet jaaye. Aisa karne se Pet bahut saaf rahega.
  4. Raat ko sone se pehle Dhande paani ya doodh ke saath Isbagol 1 se 2 chammach khaye.
  5. Aisa karne se subah pet bahut saaf ho jaata hai.
  6. Subah ka Nashta karne ke baad, ek chota sa bareek हरड़ ka tukda muh me rakhe aur choos kar kha le.
  7. Jub aap bahut thake hue ho ya aalas me ho ya neend aa rahi ho, ya aap Bookhe ya Pyase ho tab aapko हरड़ nahi khana chahiye.
  8. Raat ko sone ke time pe ek cup Doodh me Ek Anjeer, Aur beej Nikli hui 2 munakka pakakar khoob chaba kar khaye.
  9. Fir wo cup waala doodh bhi pee le. Aisa karne se purani se purani Kabj bhi theek ho jaati hai.
  10. Doodh पेट की बीमारियां के लक्षण कारण इलाज दवा और उपचार hai.

दस्त (Atisaar) ka Sahi Ilaaj

  1. Anaar ki pattiyo kaka ras 2 chammach lekar usme Sugar (चीनी) daalkar peene se दस्त ruk jaata hai.
  2. Ek Glass Nariyal Paani me, Ek Spoon, Peesa hua Jeera milakar peene se दस्त me aaraam milta hai.
  3. Kachcha Papeeta Kaatkar, Paani me ubaalkar, 2 se 3 din tak khaye.
  4. JayFal ko Neemboo ke ras me peeskar chatne se दस्त saaf ho jaata hai. Aur Pet dard bhi kam ho jaata hai.
  5. Ek Spoon Lemon ka ras Lekar, 4 chote spoon chammach Doodh (Milk) me milakar pee le. Aadhe ghante me aaraam milega.

जी Michalna Aur उल्टी (Vomiting) ka Sahi Ilaaj

  1. Aadhe Neemboo ke ras me, Aadha Gram Jeera Aur aadha gram Choti Ilaichi ke daane pees kar Paani me milakr dena chahiye.
  2. Aisa 2 – 2 ghnate me pilaye. Ulti band karne ka sabse badhiya Nuskha hai ye.
  3. 10 gram adrak ke ras me 10 gram pyaaz ka ras milakar pee le. Ulti khatam ho jayegi.

Ye Padhe: Health के लिए फायदेमंद और हानिकारक Food Combination

पेट की बीमारियां के लक्षण कारण इलाज दवा और उपचार

Pet Ke Dard ka Sahi Ilaaj (पेट की बीमारियां के लक्षण कारण इलाज दवा और उपचार)

  1. Jub Pet Me gas fill ho jaata hai. Aur usko nikaas nahi milta toa pet dard hone lagta hai.
  2. अजवाइन aur काला नमक pees kar dono same quantity me rakh le.
  3. Ise 1 Spoon गर्म पानी ke saath peene se Gas nikal jayega aur pet dard kam ho jayega.
  4. अमृत धारा ki 3 – 4 बूँद ko बताशे pe Tapka kar khane se pet dard duur ho jaata hai.
  5. बदहजमी (अपच) Ke Karan Pet Dard kar raha ho toa 10 gram Sabut राई ek Cup Paani ke saath bina chabaye nigal jaye bahut araam milega.
  6. Khali Pet agar do लहसुन ki 2 leafs khaye toa pet ki gas nikal jaati hai.

पेट के कीड़ों से छुटकारा पाने ka Sahi Tarika

  1. Aadha Spoon राई के चूर्ण ko Ek Katori ताज़ा दही Me Milakar 1 Week tak Khane se पेट के कीड़े khatam ho jaate hai.
  2. 2 टमाटर, काली मिर्च, नमक ke saath निराहार Khane se पेट के कीड़े Mar jaate hai.

पेट की जलन से छुटकारा पाने ka Sahi Tarika

  1. Jada चाय Peene ya मिर्च मसाला ka Sewan karne se agar aapke पेट me जलन mehsoos ho.
  2. Toa aapko कच्चा सिंघाड़ा khana chahiye, Aisa karne se Pet Ki Jalan khatam ho jayegi.
  3. Raat ko sone se pehle Ek Glass dhanda doodh peene se pet ka Jalan nahi hoga.

भूख ना लगना  (पेट की बीमारियां के लक्षण कारण इलाज दवा और उपचार)

  1. सही प्रकार भोजन न करने के कारण शरीर में पोषक तत्वों की कमी हो सकती है. इससे भूख न लगने की समस्या हो सकती है.
  2. Adrak ka Ras aadha chammach Aur Sehad aadha chammach khane ke baad khana chahiye.
  3. जीरा ek spoon, हींग Ek Chutki, काला नमक aur अजवाइन ko aadha glass paani me milakar din me do baar le.
  4. मेथी का साग pet ko ठंडक pahuchane waala aur भूख badhane waala hota hai.

Ye Padhe: Humesha Healthy Rehne ke liye Gharelu Health Tips

पेट की बीमारियां के लक्षण कारण इलाज दवा और उपचार

अम्लता (Acidity) Ka Sahi Ilaaj

  1. हरड़ Acidity ka sabse sahi ilaaj hai. Choti काली हरड़ ka चूरन 2 gram lekar usme 2 gram गुड़ milaye.
  2. Raat ke bhojan ke baad ise khaakar paani pee le. Aisa ek week tak kare Acidity khatam ho jayegi जड़ se.
  3. Khana khane ke baad Ek लौंग (Clove) choosne se Acidity khatam hote rehti hai.
  4. Agar aapko acidity hai toa चाय ka sewan rok de jub tak aapka acidity khatam nahi ho jaata hai.
  5. Acidity me निम्बू (Lemon) bhi bahut Helpful hai. निम्बू ka ras garam paani me shaam me peene se acidity khatam ho jaat hai.
  6. Ek Cup Garam Paani Aur ek chammach निम्बू ka ras ko 1 – 2 ghante me 3 baar le. Acidity khatam ho jayegi.

अजीर्ण (In Digestion) Ka Sahi Ilaaj

  1. Bhookh na lage, अजीर्ण ho, खट्टी डकार aati ho. Toa Ek निम्बू aadha glass paani me nichodkar , Shakkar Cheene milaye aur daily piye.
  2. Ek Chammach Adrak ka ras, निम्बू, Saundha namak, ek glass paani me milakar piye.
  3. Annannaas Ke piece par नमक aur kali mirch (Pisi hui) daal kar khane se अजीर्ण duur ho jaata hai.
  4. अजीर्ण me पपीता khana bhi फायदेमंद hota hai.
  5. Pyaaj ka ras ek chammach do – do ghante ke andar se peene se badhazmi theek ho jati hai.
  6. Lal Pyaaz kaatkar usme Neembu Nichorkar khana khane ke saath khane se अजीर्ण duur hota hai.
  7. Bachcho ko अजीर्ण me प्याज़ ke ras ki 5 boonde pilane se bahut labh hota hai.

पेचिश पेट रोग Ka Sahi Ilaaj

  1. दही aur चावल, मिश्री ke saath khane se दस्त (Loose Motion) me aaraam milta hai.
  2. Sukhi मेथी के साग  banakar har roz khaye. Iske alawa मेथी Dana ka चूरन, 3 gram दही me milakar khaye.
  3. Ye bahut jada labh deta hai.
  4. 100 Gram Sukhe धनिया me 25 gram काला नमक milakar aur pees kar rakh le.
  5. Bhojan ke baad aadha chammach ki matra me kha kar upar se thoda sa paani pee le.
  6. Iska asar aapko 2 se 3 roz me hi dikhayi dene lagega.

नाभि खिसकने के लक्षण, कारण, नुकसान और उपाय

  1. Jub नाभि apne jagah se hat jaati hai ya khisak jaati hai. Toa pet me bahut tez se dard hota hai.
  2. Jub tak नाभि apne jagah pe wapas na aa jaye dard bana rehta hai. Kai baar loago ko दस्त (Loose Motion) bhi lag jaate hai.
  3. Aage Jhukne aur koi samaan uthane me bhi bahut taqleef hoti hai.
  4. Jub नाभि apne jagah wapas aa jana uske fauran baad kuch khana peena zarur se chahiye.
  5. Agar नाभि baar baar hat rahi hai, toa bar baar set karne ki koshish na kare. Isse नाभि kamjor par jayegi.
  6. Ek baar नाभि set ho jaane ke baad dono pao ke anghutho me koi mota kale rang ka dhaga bandh lene se nabhi ka hatna band ho jaata hai.
  7. 20 Gram Sauf ko 20 Gram Gud me mila ke subah sawere uth kar khaye, nabhi apne aap set ho jayegi.
  8. नाभि par sarso ka telmalne se nabhi ke talne, hatne ya khisakne se labh hota hai.
  9. Agar jada tez dard hai toa Rui aur upar se cotton kapde ki patti kar le. Aisa karne se rog theek ho jayega.

Hume Umeed Karte hai ke aapne Pet Ke Taman Bimariyo ke baare me padha aur unka sahi ilaaj bhi Jaana. पेट की बीमारियां के लक्षण कारण इलाज दवा और उपचार sab ap aapko pata hai.

By Sahi Tarika

Sahi Tarika Ek Koshish hai Sabko HarCheez Ka Aasaan Aur Sahi Tarika Batane Ki. Ye Ek Educational Blog Hai, jisme koshish ki gayi hai bahut si baate batane ki jo hume roz ki zindagi me zarurat padti hai. Aapko humse kuch bhi poochna ho, ya koi nayi jaankari chahiye ho toa hume email kare [email protected]. Humari Koshish rahegi ke hum hamesha aapko Sahi Jaankari dete rahe.

Leave a Reply