Sabse Pehle Watsapp Ke New Updates or Features Ke Barein Me Jaane! Kuch Asaan Steps. Aajkal dekha jaye tou Watsapp ek bohat lokpriye app ban chuki hai. Tou Zahir si baat hai loag iske naye features aur updates ko janna chahte hai. Toa aeiye aap Sabse Pehle Watsapp Ke New Updates or Features Ke Barein Me Jaane! Kuch Asaan Steps.
loago ko ye free me baatcheet karne vali app khub pasand ayi. Tou aeeye aaj apko hum iss article “Sabse pehle watsapp ke new updates or feautures ke barein me jaane ! Kuch Asaan Steps” ke dwara step by step apko batenge ke kaise watsapp ke aye features ko dusro se pehle jaane.
Yeh Bhi Padhein: Computer Me ScreenShot Kaise Lete Hain | Jaane Sahitarika Hindi Me
Watsapp ke features jaane ke liye sabse pehle apne google browser par ye link search kijiye (https://play.google.com/apps/testing/com.whatsap)
Iss link ko google par search karne ke baad neeche diya gaya hua page jesa hi ek page khulega. Jisme blue color ke ek box me likha hoga ‘Become A Tester’ uss par click kijiye.
Yeh bhi Padhein: पीपल के पत्ते की मदद से करें इन बीमारियों को अलविदा घरेलु उपाय
BECOME A TESTER par click karne ke baad apke phone ki ya fir apke computer screen par ek naya page khul jaega. Jisme light green color mein likha hoga ‘you are now a tester’. Iska matlab aap ab watsapp ke features aur updates ko sabse pehle apne phone me use kar skte hai.
Yeh Bhi Padhein: Kal Ki Sale Me Redmi Note 5 Pro Ko Book Karna Hoga Thoda Aasan
Iske baad agar apko check karna hai ke aap watsapp tester bann chuke hai ya nahi? Tou aap apne phone me google play store khole aur usme apko dikhega ke watsapp Messanger ke aage ‘BETA’ likha aega. Iska matlab ab watsapp ka jab bhi koi naya version ya naya feature aega tou watsaap aapke pass ek notification bhej dega.
Yeh Bhi Padhein: शाओमी ने फिर से लांच किये अपने दो शानदार सेट, कीमत सुनकर उड़ जाएंगे होश
Aur agar aapko ye watsapp ka feature pasand nahi aaya hai. Tou aap neeche diye gaye hui tasveer me dekh sakte hai ki sabse aakhir me blue color me kuch likha hoga “Leave the Program” uss par click karne se aap apne number ko unsubscribe kar skte hai.
Yeh Bhi Padhein: Ek achchi si badhiya si powerpoint presentation kaise de
Leave the programm par click karne ke baad.aap Automatically unsubscribe ho jaoge. aap watsapp ke features aur updates ka fayda tou utha sakte hai. Par apke pass watsapp updates aur features ka koi notification nahi aega.
Yeh Bhi Padhein: Computer Me Powerpoint Pe Presentation Banane Ka Aasaan Aur Sahi Tarika
Aasha karte hai ke apkoSahi Tarika ki yeh ek choti si koshish. jiske dwara hum har bhartiye nagrik ko uske aas pass ki technology ke barein batate hai. pasand ayi hogi. aapne dosto ko bhi ye article “Sabse Pehle Watsapp Ke New Updates or Feautures Ke Barein Me Jaane! Kuch Asaan Steps” ke barein me batayein.
www.sahitarika.com