Paytm ek bahot he badi aur reputed company hai aur aab tak ka beshak sabse acha recharge , payment yaa bank transfer ka zariya hai.Iska bahot use hai. Aur pichle kuch mahino se ye aaj kal ka sabse bada e-commerce bhi hai. Mujhe personally Paytm bahot pasand hai, par agar aap paytm ke sath continue nahi karna chahte ho to
aap is blog ke dwara ye jaan paoge ke paytm account delete kaise kare.
Apna Paytm account permanently kaise delete kare
Apne paytm account ko permanently delete karne ke lea aapko apne email id se ek email send karna hoga [email protected] pr, aapko request likhna hoga ke aap apne paytm account ko kyu band karna chahte ho ,regrds ke sath.
Agar aap apni khud ki website banana chahte hai. Toa Domain aur Server Sabse Sasta Yaha se Le. (Hostinger)
Aap apne email me bs ye likh sakte ho ke aap paytm ke sath ab continue nahi karna chahte aur agar aapke paas koe reason hai to wo bhi aap mention kar sakte ho. Aur 2-3 ke andar aapka paytj account deactivate ho jaega.
Paytm account delete karne ke kuch aur jaankariyan
Paytm ek cross-platform application hai jo ke aap Android aur IOS par use kar sakte ho. Paytm ne apne customers ko do terah se apne facilities ko use karne ka tarika deya ha.pehla hai uska website jo e www.paytm.com hai aur dusra application hai ,par agar aapne notice keya hoga to ye dekha hoga ke aapko paytm account delete ka option nahi deya gaya hai.Is lea agar aapko apna accout delete karna hai to aapko email send karna hoga.
Agar aapo ye post acha laga aur aapko kuch puchna hai to aap comment kar sakte ho. Thanks ,Stay Connected .