Kudrat Ke Kuch Chamatkari Fal Aur Sabjiyaan

Nature(kudrat) ko aajtak koi nahi samjh paya, yaha tak scientist bhi bohat si cheezo ka pata nahi laga paye. aaj sahitarika ki team apko kuch ese hi chamatkari fal aur sabjiyo ke bare me batange jinse human body (insaani shareer) ko bohat se fayde hai. Aur  Kudrat Ke Kuch Chamatkari Fal Aur Sabjiyaan jinke bare me hum  apko is article k dwara batanege.

Kudrat Ke Kuch Chamatkari Fal Aur Sabjiyaan

bok choy
.
image source: steamy kitchen

Ajwain aur bok choy

Ajwain aur bokchoy inssan ke shareer ko bohat si bimariyo se bachata hai. scientists ne ye prove kiya hai ke, Ajwain aur bokchoy me 23% sodium hota hai jo ke ek insaan ke shareer ki bones(haddiyo) me paya jata hai. ajwain or bokchoy insaan ke shareer ki haddiyo ko majboot karne me bohat hi jyada madad karta hai. agar insaan ki haddiyo me sodium ki matra kam hojati hai tou insaan ke shareer ki haddiyaan shareer ke dusre parts(ango) se sodium ki kam puri karti hai, aur ye shareer ke liye accha nahi hota. Islye ajwain or bokchoy apni diet me jarur rakhe or inka sewan karne se apki bones (haddiya) majboot rehti hai or insaan ko old age (budhappe) me koi pareshani nahi hoti. ajwain aur bokchoy insaan ke shareer ke skeleton (haddiyo ke dhacche ko majboot karta hai).

ye b padhe : Pimples Se Chutkara Kaise Paaye

 

Grapes (Angoor)

grapesimage source :prenna[/caption] grapes

Grapes yaani ke angoor ek esa fal hai jo ke insaan ke dil ko healthy (swasth) rakhta hai. Angoor pedo par dil ke akar vale cluster (gucche) lagta hai. Har ek angoor insaan ke blood cell jesa lagta hai. aur doctors ne proove bhi kiya hai ke angoor ek esa fal hai jo ke insaan ke dil ko firse jeewit karne me help (sahayata) karta hai. Kudrat Ke Kuch Chamatkari Fal Aur Sabjiyaan me angoor bhi ek esa fal hai jo ke insaan ke shareer ko swasth rakhta hai.

 

Carrot (gaajar)

Carrotimage source: tipsdevida

carrot yani ke gaajar ek matra esi vegetable (sabji) hai jo ke insaan ki aankho ki roshani badhati hai. Desh videsh ke scientist ka manna hai ke daily apni diet(khane ki khuraak) me carrot (gaajar)  khane se ankho ki roshani badhti hai. gaajar ka ek kata hua slice (tukda) andar se insaan ki aankh ki tarah lagta hai. or ye baat aajkal sabko pata hai ki gaajar khane se aankho ki roshani badhti hai.

 

Avocados ( naashpati jesa ek fal)

Avocadosimage source : Authority Nutrition

Avocados ek naashpati jesa fal hota hai.avocaods , Eggplant women (aurataun) ke liye jyada helfull( madadgaar) hai. avocados , eggplant aurataun ke shareer ke liye bohat hi jyada helpfull(madadgaar) hai. scientist ne research kiya hai ke avocads womens(auratau) agar ek din me ek avocados khati hai tou vo bohat si bimariyon se bacchi reh sakti hai or cervicle cancer hone ka bhe chnace kam ho jate hai

ye b padhe: Nariyal Tel Aur Kapoor Ke Fayede

TOMATOES (TAMATARR)

Tomatoesimage source : Charlie's Fruits

Tamatarr anadar se insan ke heart (dil) ki tarah hota hai. Aur tamatarr insan ke dil ke liye bohat hi mehtvapurn hota hai. tamatarr me paye jane vale protiens insan ke dil ko healthy rakhta hai. research se pata chalta hai ki tamatarr me laycopine paya jata hai jo ke insaan ke dil ko theek thak kaam karne me madad krta hai.

 

wallnut (akhrot)

Walnutsimage source : StyleCraze

agar dekha jaye tou wallnut yaani ke akhrot ek esa fal hai jo ke bilkul insaan ke dimag ki tarah  dikhtaa hai. Aur wallnut insaan ke dimag ko tez or dimag ko healthy rakhne me madad karta hai.aur sabko pata hai wallnut yani ke  akhrot insaan ke diamag ke 3 dozen neuro transmitter ek bari me paida karta hai. jisse dimag bohat acche se kaam karta hai.

olives (jaitunn)

Olivesimage source:VegKitchen

olives yaani ke jiatunn mahilao ke liye kaafi helpfull yani madagaar hai. olives ki diet me use karne se mahilao ki ovary ki problem kam hoti hai. aur pregnancy ke time bohat kaam aat hai.

ye b padhe :Apne Skin Ka Khayal Kaise Rakhe

kidney beans (rajma)

kidney beans (rajma)image source : Vegan Coach

rajma ko dekha jaye tou  insan ki kidneys ki tarah lagta lagai hai. unki banawat se lekar or dekhne me sabkch rajma ka kidney ki tarah hi lagta hai. rajma khane se insaan ke shareer ki kidneys theek rehti hai,aur vo bohat hi jyada faydemand hoti hai.

 

Aasha karte hai ki apko sahitarika ka ye article bohat hi faydemand hoga. aur jankari jaane k liye subsscribe karein sahiatrika.

By Sahi Tarika

Sahi Tarika Ek Koshish hai Sabko HarCheez Ka Aasaan Aur Sahi Tarika Batane Ki. Ye Ek Educational Blog Hai, jisme koshish ki gayi hai bahut si baate batane ki jo hume roz ki zindagi me zarurat padti hai. Aapko humse kuch bhi poochna ho, ya koi nayi jaankari chahiye ho toa hume email kare [email protected]. Humari Koshish rahegi ke hum hamesha aapko Sahi Jaankari dete rahe.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *