BFA

Female Student painting
art.uga.edu

BFA (Bachelors of Fine Art)  ek bohat hi accha aur asaan course hai. Ab loago ki dilchaspi Arts se sambadhitt programcourses me badti jaa rahi hai. Kyunki ab loago ko pata chalta ja raha hai ke BFA me bhi bohat si job ki opportunites hai.

BFA (Bachelors of Fine Art Bachelors) Arts ye ek Kala se milta julta course hai. Agar aap chitrakar(painter) banna chahte hai tou apke liye ye course bohat hi accha hai. kyunki isme painting se sambadhitt subjects hai.

Kuch Jaruri Cheeze BFA me  admission lene ke liye

  • Iss Graduation course me admmission lene ke liye student 12th class mein pass hona chahye aur uske pass CBSE ka 12th class ka passing certificate hona chahye.
  • Ye course 3 saal me pura kiya jata hai.
  • Is course ko karne ke baad aap masters ke liye apply kar skte hai.

Aur Bhi Courses ya fir aajkal chal rahi latest news ke bare me janne ke liye jude rahiye Sahi Tarika se. aasha karte hai ke apko is blog dwara jaankari mili hogi.

www.sahiarika.com