B.Ed

Bachelor Of Education

B.Ed

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Bachelor of Education ko short form mai B.Ed kahte hai. Jin logo teaching mai interest hota hai. Or secondary or high level ke teachers banane ke liye B.Ed karna jaruri hota hai. Yaani ki teacher banane ke liye hi B.Ed ki jati hai.Koi bhi bachelor degree karne ke bad aap B.Ed kar sakte hai.Or bechelor degree mai aapke 50% marks hona jaruri hai. To hi aap B.Ed mai admission le sakte hai.

B.Ed Karne Ke Liye In Cheezo Ki Jarurat Hoti Hai-

1. Koi bhi bachelor degree honi se passout hone chahiye.
2. Bechelor degree mai 50% marks hona jaruri hai.
3. Teching line mai aapka interest hona chahiye. Agar aapka interest hai to hi B.Ed kare.

B.Ed ek high level ka course hota hai. Jo bhi B.Ed kar leta hai. Use Ek teacher hi mana jata hai.Koi bhi B.Ed karne ke bad kisi bhi private school,college mai teaching kar sakta hai.B.Ed Karne Ke bad aap TET, CTET, PGT,TGT etc ke exam bhi dene hote hai.