Chicken korma to Mughlai vyanjanon ki shaan hai. Iska naam sunte hi mooh mein paani aa jata hai. Ise khane ka anand hi kuch aur hai. Ab aap soch rahe honge ki ye har kisiko banana to nai aata. kyun  na mai aaj aapko chicken korma banana sikhaun. Phir khud se bana kar jab man […]