Software Engineering

Software Engineering

Software Engineering: Software Engineering ,Engineering ki ek aisi branch hai. Jisme ham Software or Electronic device ke liye software banane ke liye kiya jata hai. Kayi industries mai software engineering ko software development ka naam de diya gaya hai. Kyoki ham isme software ka nirman or unki testing karte hai. Is samay Software Engineering bahut teji se grow kar raha hai. To software engineering se B.Tech karna is samay bahut achha decision hai. Agar aap software engineering se B.tech karte hai. To aap software ke field mai achha career bana sakte hai.