Polytechnic

https://www.google.co.in
www.commons.wikimedia.org

 Polytechnic

Polytechnic course or diploma se related course training or development skillsets pe focus karte hai.yeh keval ek undergraduate kee degree ke alaava aavashyak aavashykataon ko kavar karta hai.yah students ko practical skills development, computing vishleshan aur mathematical skills related knowledge provide karwata hai.

Iski fees tulnatamak anya courso se kam hoti hai, isiliye logo ka iske prati jada interest dekha ja sakta hai.iski achhi baat ye hai ki ap high school pass hone ke baad hi ye diploma course kar sakte hai.

Iske liye apko PPT ya PAT ki priliminary polytechnic admission test exam qualify karna hoga. M.E.I polytechnic institute Bangalore, government polytechnic-Mumbai, APC Roy Kolkatta etc Jaise desh bhar me kai bade colleges se polytechnic ka diploma course karke aap apna carrier bana sakte hai.