Recenly, Minister of state Santosh Kumar Gangwar ne ek Question ke reply me likhit me Rajysabha ko yah suchit kiya hai. Ki agar kisi bhi person ke ek se adhik PAN card paaye jate hai.
To us par janch kar unhe deactivate kar diya jayga.July 27, 11,44,211 ko ek person ke ek se adhik PAN paaye jaane par uski janch ki jaygi. Aur unhone likha ki agar ek person ek se adhik PAN card nahi rakh sakta hai. Aur agar koi esa karta hai to 10000 rupye se adhik uska jurmana hoga. Aur 1961 ki Dhara 272 ke tahat yah jurmana lgaya jayga.
Agar aap apne PAN card ka status janana chahte hai. Ki kahi galati se aapka PAN card to deactivate nhi kar diya gaya hai uske liye Ase check kijiye-
Follow These Steps-
1- Sabse pahle aapko is link par click karna hai. Click here– Aapke samne kuch is tarah ka Form Open hoga.
2- Ab is Form ko Fill karna hai.Fill karne ke baad submit kare.
3- Aapke mobile number par ek OTP aayga. OTP dalakar submit kare.
4- Ab aapke PAN card ka status aapke samne aa jayga.Ki aapka PAN card Activate hai yaa fir Deactivate ho gya hai.
Related Post-
i-phone Ke Whatsaap Me Hue Naye Update Ke Baare Me Janiye-
Passport ke Lea Online Apply Karne Ka Sahi Tarika
रेलवे में ग्रुप C और ग्रुप D में निकली बम्पर भर्तियां जल्दी आवेदन करें
Agar aapko hmare dwara di gayi jaankari achhi lagi ho to aap ise Share kare. Jisse ki Aur bhi log apne PAN card ke status check kar sake.Aur isi prakar ki adhik jaankari prapt karne ke liye hmari Website www.sahitarika.com par aate rahiye.