Genetic Engineering

Genetic Engineering: Yah Engineering Genetic Modification bhi kahlaati hai. Isme Biotechnology ka upyog karke Genetic Cells ya Genes me bdlaav karte hain. Isme aap Genes nye DNA ki jaankari lete hain.

Genetic Engineering Me Kya Karte Hain?

Genetic Engineering

Is Engineering ke anusaar ek organism ke gene ko doosre me insert kiya jata hai. Genetic Engineering ka istemaal kai fields me kiya jata hai.

For Example: Medicine, Agriculture, Research aur Industries me Genetic Engineering ki aavashyakta hoti hai.