Computer Ka Processor Kaise Change Kare| Magic

Aaj ham aapko Ek aise Trick btaynge jisse aap apne Computer ke processor ko bhi change kar sakte hai. i1 Ko i5,i7 mai change kar sakte hai. Uske liye aap hmare is Article ko step by step follow kijiye. Janiye Computer Ka Processor Kaise Change Kare.

Agar aapke computer ya laptop mai koi bhi processor hai. Or aap use high level mai change karna chahte hai Yani ki i7,i5 mai to aap use change kar sakte hai.

Processor Change Karne ki Trick-

  • Uske liye aapko sabse pahle Window + R click karna hai.
  • Uske bad Open text mai  Regedit write karke Enter karna hai.Or Run karna hai.
  • Run karte hi Registry Editor Open hoga.

Computer related jankari

  • Ab aapko

HKEY_LOCAL_MACHINE > HARDWARE>  DISCRIPTION > System >Centralprocessor > 0

ko select karna hai. Is Tarah se-

Processor change kaise kare

  • Jab aap Zero ( 0 ) ko Click karenge to is tarah se page open hoga.

Processor change kaise kre

  • Ab  ProcessorNameString par jake right click karna hai. Jaise hi right click kroge to Modify likha aa rha Hoga. To aapko Modify par Click karna hai.
  • Jaise hi modify par click karoge To Edit String ka Block aayega. Usme Value Name or Value Data 2 Text aayenge.
  • Value data mai aapko apne processor ka name change karna hai. Neeche Diye gaye Processor ke name mai se apni Pasand ke processor ka name ka data copy karke paste kar dijiye.

 

  • Intel® Core™ i7-4860HQ Processor @ 3.60 GHz
  • Intel® Core™ i5-2500S Processor @ 3.70 GHz 
  • Intel® Core™ i3-330M Processor @ 2.13Ghz

Or Ok par Click kariye. Ab aapke Processor ka name change ho chuka hai.

Note- Hmare dwara btayi gayi is process se keval aapke processor ka name change hoga. Isse system mai koi fark nhi aayga. Kyoki yah keval Fun ke liye Trick hai.

Yah bhi Janiye-

Wi-Fi Ka Password Kaise Pata Kar Sakte Hai | Janiye Sahi Tarika

Network Ke Bina Bhi Aap Kar Sakte Hai Chat Or Call Janiye Kaise ?

Whatsapp Ko Hack Karne Ka Sabse Aasan Tarika, Janiye Hindi Mai

Computer Ke Bare Mai Puri Jankari Hindi Mai, Janiye Computer Kya Hai.

Microsoft Word Online Sikhe | Basic Commands | Photo Ke Saath

Agar aapko hmare dwara bataya gaya yah trick ka Article pasand aaya ho to Aap ise like kar share kijiye. Or Bahut si Technical Jankariyo ke liye hmare sath social media or YouTube par jude rahiye.

 

 

 

By

One thought on “Computer Ka Processor Kaise Change Kare| Magic”

Leave a Reply