BAMS (Bachelors of Ayurveda, Medicines and surgery) ek graduation degree hai jisse paana thoda mushkil hai, kyunki iske liye padhna bohat jaruri hota hai.
Iss course ko karne ke baad apko ayurved aur Medicines ka bohat hi accha gyaan ho jaega.
BAMS Course ko karne ke liye Kuch Jaruri Cheeze:
- BPT ki degree paane ke liye sabse pehle apko 12th class science subjects (math, chemistry, biology) ke sath pass karni padt.
- apke sare subjects me marks 45% se jyada hone chahye varna aap iss course ko nahi kar sakte.
- Yeh course 5.5 saal me khatam karna hota hai jisme ek saal internship bhi karni hoti hai.
- Iss course ko kiye bina aap Physiotherapist banne ka khitaab nahi le sakte.