BHM

HOTEl MANAGEMENT KYA HAI?

diploma-hm
www.cmi-hm.com

Hotel management ka matlab iske naam se hi pata chalta hai. Hotels ko sahi dhang se manage karna hi Hotel Management kehlata hai jaise ki:

Hotel ki Saaf Safayi.

Hotel ka khaana-Peena kesa hai.

Hotel ki facilities and services.

Hotels se judi hui saari cheezo ki padhai ko BHM(Bachelors of Hotel Managment) kehte hai. Ye ek under graduate course hai.

Hotel management Karne ke liye kuch jaruri cheeze:

  • Hotel Management karne ke liye apko 12th class pass hona chahye hoga.
  • Yeh ek under graduate 4 saal ka course hai jisme 8 semester hote hai.
  • issey aap government ke sath sath acche private colleges se karke acchi job hasil kar skte hai.
  • Hotel managment ek bohat hi acha or asaan course hai. issey aap 12th ke baad hi kar sakte hai.

Hotel Management ek bohat hi accha course hai. Iske dwara aap 20000 se 40000 har mahine kama sakte hai.