BCA

BCA
source: – Apeejay Education Society

BCA(Bachelor of Computer Application)

BCA ek bachelor of computer application hai ek 3 years degree programme hai. yeh ek aisa course hai jise aap ek achhi job pa sakte hai or aage professional course bhi kar sakte hai jaise MCA ya MBA.

BCA me admission ki process bhi bahut aasan hai  aap 12th ke baad bina kisi entrance exam diye BCA me admission le sakte hai.ha but kuch kuch universities me 12th or 10+2 me science (Mathematics) walo ko hi admission milta hai.baki adhikatar universities me kisi bhi subject se 12th pass out ko admission mil jata ahai.

BCA me apko computer se related sare subject padhne padhte hai.BCA me total 6 semester hote hai, jisme apko basic computer, Accounting, Database, Programming, NEtworking or Web development jaise subject bhi padhne hote hai or apko batane ki jarurat nhi hai ki market me in ki kitna demand hai.

BCA karne ke baad aap MCA (Master in Computer Application) me admission le sakte hai.MCA engineering ke barabar hi hota hai or agar aap BCA ke MCA  nhi karna chahate toh aap MBA bhi kar sakte hai.