Adhaar Card ke Online Copy Nikalne Ka Sahi Tarika

Aadhar card ek bahut bari identity proof hai. Jo ke aapko forms fill karte waqt ya government document banwane waqt chaheye hota hai. Aaj kal ye government agencies bhi mangte hai. Actually ye aadhar card number UIA (unique identification authority) dwara Indian government ke behlaf me issue hote hai. 

Khaas baat ye hai ke ye kisi aur identity card ke tarah nahi hai. Ye actually me ek digital copy hai jo ke ek UIDAI ke website se download kara jaa sakta hai. Aur iska copy original hota hai. 

so,agar aapko new aadhar card chaheye ya aapne apna card bhula deya hai,yaa aapko ek copy chaheye,to yha aapko mai iska sahi tarika bataunga.  

Follow these steps –

Phle aapna UID no jane

Agar aapko apne aadhaar card ke copy chaheye to aapko apna UID ya Enrolment no chaheye hoga. aapko agar aaadhaar card pehle he mil gya ho to uska no likh le kahe kyuki ye jaankari bht zaruri hai. agar aapne apna card gum deya hai to aap apna enrolment form check kare ,usme aapko apna enrollment id mil jaega.

Agar in case aapke paas dono nahi hai to aap ye kare – 

  1. ye website khole. UIDAI website.

  2. Make sure that Aadhaar No (UID) ko hi aap select kare upar dono diye gaye options me se. Jo screen ke upar ke side honge.

  3. Apna  full name, jo ke aadhar card par likha ho,wo likhe

  4. apni email address or phone number jo ke aapne apne aadhar card ko register krane ke lea use keya tha, wo likhe

  5. Enter the Security Code.

  6. Click Get OTP.

  7. A one-time password aapke phone number ya email id pr aaega jo ke aapne apne form me mention keya hoga. Enter this password in the form next to Enter OTP.

  8. Click Verify OTP.

  9. Ab aapko apna aadhaar card number aapke email id ya phone number par message ke dwra mil jaega.  

Getting your Aadhaar card

Ek baar apke paas UID number aa gya hai to,isko aap use kar sakte ho aadhar card download karne me.janiye kaise..

  1.  e-Aadhaar page khole UIDAI website. pr jaa kar

  2. Select Aadhaar next to I have.

  3. Apna Aadhaar number likhe, full name and the PIN code aapke residential address ka,ye bhi likhe.

  4. jo words charecter box me likh ho Enter above Image Text.

  5. Click Get One Time Password.

  6.  one-time password aapke phone number aa jaega,fir click Confirm in the pop-up.

  7. apna password likhe jo ke aapko apke email id ya phone no pr aaya ho Enter OTP.

  8. Click Validate & Download.

iske baad aapka aadhar card ek password protected file me download ho jaega ,usko aap print nikalwa skte hai jo ke aapke ek digital aur original identity proof hogi. thanks ..stay connected.

By Sahi Tarika

Sahi Tarika Ek Koshish hai Sabko HarCheez Ka Aasaan Aur Sahi Tarika Batane Ki. Ye Ek Educational Blog Hai, jisme koshish ki gayi hai bahut si baate batane ki jo hume roz ki zindagi me zarurat padti hai. Aapko humse kuch bhi poochna ho, ya koi nayi jaankari chahiye ho toa hume email kare [email protected]. Humari Koshish rahegi ke hum hamesha aapko Sahi Jaankari dete rahe.

Leave a Reply